|
|
[ MoajZaa ]
MujhaY Khaber HeY
W0h Mera Ho Nahi Sakta
MujhaY Ilm HeY
JisaY Chahta H0n W0h Ik Khwaab HeY
JisaY Talaashta H0n W0h To Bus ..... Ik Saraab HeY
Mager .!!
Is Dil Ko HeY Yeh Umed Keh
Khuda Ki Taraf SeY Kuch Aesa HojaYe
Ik M0ajza HojaYe
Aur W0h Mera HojaYe . . . /
|
|
|
Bikhertey Khuwaab
|
Tootey Howe
Bedard Khwaab0n Ki Kirchiyaan
Samet'tey Samet'tey
Ak Lamhey K Liye
Mera Dil Chahaa
Keh !!
Main Bhi
Inhi Ki Terhan
Toot Ker
Hazaroon Tukron Main Bikher Jaon
Aur Koi Bhi Mujhey
Tahayaat
Mukamal Na Ker Sakey . . . /
|
|
|
Mehki Hoii Sard Raaton
|
Mehki Hoii Sard Raaton Kay Sanaton Main
Kanptay Patton Ki Halki Halki Sarsarahaton Main
Mujhay Apna Wajood Bhi Aadha Sa Laga
Teray Bagair
Is Lamhay
Main Nay Jana Keh
Meri Saari Khushyaan Bhi Adhori Hain
Teray Bagair. . .*)
|
|
|
Apni Zat Se Nikal Kr Tujhe Tanha Chahon
|
Apni Zat Se Nikal Kr Tujhe Tanha Chahon,
Malum Tujhe Bi Na Ho Tujhe Itna Chahon,
Meri Har Saans Amanat Hai Teri,
Ab Tu Hi Bata Or Tujhe Kitna Chahon...!!!
|
|
|
Apna Hissa Shumar Krta Tha
|
~WASI SHAH~
Apna Hissa Shumar Krta Tha
Wo Mujhse Itna Piyar Krta Tha
Wo Banata Tha Meri Tasveerain
Phir Un Se Batein Hazar Krta Tha
Mera Dukh B Khalos-E-Neeyat Se
Apne Dukhon Ma Shumar Krta Tha
Such Samjhta Tha Jhoot B Mera
Yun Wo Mera Aitbar Krta Tha
Jab B Rota Tha Main Raat Ki Tanhaiyon Ma
Wo Apne ANCHAL Se Mere Chahray Ko Saaf Krta Tha
Aj Sochta Hon To Aankhein Bheeg Jati Hain
Wo Shakhs Mjhse Kitna Piyar Krta Tha...!!!
|
|
|
Un K Pyaar Ki Hifazat Kuch
|
Un K Pyaar Ki Hifazat Kuch Is Tarha Se Ki Hum Ne?
Jab Kabhi Kisi Ne Piyar Se Dekha To Nazren Jhuka Li Hum Ne... $.
|
|
Bichrne Se Mohabt To Nai Marti
|
Usy Kehna!
Bichrne Se MOHABT To Nai Marti
Bichr Jana MOHABT Ki SADAQAT Ki Alamat Hy
MOHABT Aaen-E Fitrat Hy
Aur FITRAT Kab Badalti Hy
So Jb Hm Door Ho Jyn
Nae Rishton Me Kho Jyn
To Ye Mat Soch Lena Tm MOHABT Mar Gai HoGi
Nahi Aisa Nahi HoGa
Mre Bare Me Sun K Jb Tmhari Ankh Bhar Aae
Chlak Kar Aik B Ansu Palak Pr Jo Utar Aae
To Bas Itna Samjh Lena
Jo Mre Nam Se Itni Tre Dil Ko AQEEDAT Hy
Tre Dil Me Bichr Kr B Abi Mri MOHBT Hy
MOHABT Jo Bikhr Kr B Sda Abad Rehti Hy
MOHABT Ho Ksi Se To Hmesha Yad Rehti Hy
MOHABT Waqt K BE-REHM Tufanon Se Nai Darti
Use Kehna Bichrne Se MOHABT To Nai Marti..
|
|
|
|
Kiya Khoob Kaha Hai Kisi
|
"Kiya Khoob Kaha Hai Kisi Kehne Waly Ne"
..SAGAR..
"Agar Kisi Ko Kisi Se Rishta Khatam Karna Hota Ha To Wo Sb Se Pehle Zuban Ki Mithas Khatam Krta He".
|
|
Kyun Main Kroon Ye Dua K Usay
|
"Kyun Main
Kroon Ye Dua K Usay Meri Umer Bhi Lag Jaye",
WasI
"Ho Skta Hai Aaj Akhri Rat Ho MeRi ZiNdaGi Ki.
|
Characters : 112 | Sms Length : 1 | Views : 1127
|
|
|
|
|
|
Aapki Ada Se Hum Madhosh
|
Aapki Ada Se Hum Madhosh Ho Gaye
Aap Ne Palat Kar Dekha Tho Hum Behosh Ho Gaye
Yehi Ek Baat Kehni Thi Aapse
Na Jaane Kyun Aapko Dekthe Hi Hum Khamosh Ho Gaye…
|
awesome collection of poetries
ReplyDelete